Chapter-17 ; The Charge ; A-Form of Charges (CRPC Section- 211 to 213) Details
Section- 211 = Contents of charges. (Aarop ki antarvastu)
Section- 212 = Particulars as to time, place & person. (Samay, esthaan aur vyakti ke baare mein vishsistiyan)
Section- 213 = When manner of committing offence must be stated. (Kab apradh kiye jane ki riti kathit ki jani chahiye)
Chapter-17 ; The Charge ; A-Form of Charges (CRPC Section- 214 to 217) Details (Part-2)
Section-214 = Words in charge taken in sense of law under which offence is punishable. (Aarop ke sabdon ka vaah artha liya jayega jo unka uss vidhi mein hai jiske aadheen vaah apradh dandaniye hai)
Section-215 = Effects of error. (Galatiyon ka prabhao)
Section-216 = Court may alter charge. (Nyayalay aarop parivartit kar sakta hai)
Section-217 = Recall of witnesses when charge altered. (Jab aarop parivartit kiya jata hai tab shakshiyon ka punha bulaya jana)
(Agar ek hi insaan ek se aadhik crime karta hai to uske upar court mein sunwai ke tarike CRPC Section - 218 to 221) (Part-3)
Section- 218 = Separate charges for distinct offences. (Subhien apradhon ke liye prithak aarop)
Section- 219 = Three offences of same kind within year may be charged together. (Ek hi saal mein kiye gaye ek hi tarah ke teen apardhon ka aarop ek saath lagaya ja sakega)
Section-220 = Trial for more than one offence. (Ek se aadhik apradhon ke liye vicharan)
Section-221 = Where it is doubtful what offence has been committed. (Jahan iss bare mein sandeh hai ki kaun sa apradh kiya gaya hai)
Please write your review